Domain Name Kya Hai? Or Kaise Kam Karta Hai
Hello Dosto Domain Name Kya Hai. Ye To Ham Sabhi Jante Hai. Lekin Domain Name Kya Hota Hai. Or Kaise Kam Karta Hai. Ye Bahot Hi Kam Log Jante Hai. Aaj Ki Is Post Me Aapko Bataunga, Domain Name Kya Hai. Or Kaise Kam Karta Hai. Agar Ham Sidhe Word's Me Jane To Domain Name Kisi Bhi Website Ka Address Hota Hai. Jaise Ki Apko Youtube Par Koi Bhi Video Dekhana Ya Ham Jab Bhi Youtube Open Karte Hai. To Url Me Aap Dekhte Honge, Youtube.Com Yahi Domain Name Hota Hai.
Hello Dosto Domain Name Kya Hai. Ye To Ham Sabhi Jante Hai. Lekin Domain Name Kya Hota Hai. Or Kaise Kam Karta Hai. Ye Bahot Hi Kam Log Jante Hai. Aaj Ki Is Post Me Aapko Bataunga, Domain Name Kya Hai. Or Kaise Kam Karta Hai. Agar Ham Sidhe Word's Me Jane To Domain Name Kisi Bhi Website Ka Address Hota Hai. Jaise Ki Apko Youtube Par Koi Bhi Video Dekhana Ya Ham Jab Bhi Youtube Open Karte Hai. To Url Me Aap Dekhte Honge, Youtube.Com Yahi Domain Name Hota Hai.
Domain Name Kya Hai? Domain Name Kaise Kam Karta Hai
Domain Name Se Website Kaise Connect Hoti Hai. Or Domain Name Kaise Kam Karta Hai. Iske Liye Aapko Sabse Pahle DNS Ko Samjhana Hoga. Kyuki Domain Name Me DNS Bahot Hi Aham Role Hota Hai. Jaise Ki Aap Sab Jante Hai. Ki 1 Computer Se Kisi Dusre Computer Se Ip Address Yani Ki Internet Protocol Me Communication Karta Hai.
Internet Par Sabhi Domain Name Ka 1 IP Address Hota Hai. Kyuki IP Address 192.168.1.2 Kuch Is Tarah Ka Hota Hai. Or Is Tarah Ke Bahot Se IP Address Ham Logo Ke Liye Yad Rakh Pana Koi Easy Bat Nahi Hai. Or Aap Log Ye To Jante Hi Honge, Ki Bina IP Address Ke Computer Cummunication Nahi Kar Pate Hai. Isliye DNS Ka Use Kiya Jata Hai.
The year 1983 Me Paul Mockapetris Ne DNS Ko Banaya Tha. Jesse DNS Server Me Domain IP Store Rah Sake, Iski Help Se Word's Me Website Ka Address Yad Rakh Sake,
Example: Jaise Ki Domain.Com Ki IP Address Kya Hai. Ye Pta Laga Kar Hamare Internet Browser Tak Pahchanne Ka Ka Kam DNS Karta Hai.
Ab App Samjh Gaye Honge Ki Domain Name Kaise Kam Karta Hai. Ab Me Aapko Domain Name Kitne Type Ka Hota Hai. Ye Bata Deta Hu.
Ab App Samjh Gaye Honge Ki Domain Name Kaise Kam Karta Hai. Ab Me Aapko Domain Name Kitne Type Ka Hota Hai. Ye Bata Deta Hu.
Domain Name Kya Hai: Types Of Domain Name
Domain Name Kya Hai: TLD
Domain Name Me Aapko Bahot Se Types Dekhne Ko Milenge, Jab Technology Or Internet Ke Bare Me Jyada Log Nahi Jante The, Ya Ye Kahe Ki Aaj Jitni Website Google Par Hai, Jab Itni Website Active Nahi Thi Us Time Me Sirf TLD { Top Level Domain} Hi Hote The, Or Search Engine Jaise Google, Yahoo, Bing, In { Top Level Domain} Ko High Rank Date The, Jaise,- .Com (Commercial)
- .Net (Network)
- .Edu (Education)
- .Gov (Government)
- .Org (organization)
Domain Name Kya Hai: CCTLD
CCTLD Ka Matlab Hota Hai. Country Code Top Level Domain Yani Ki Ye Aise Domain Name Hote Hai. Jo Kisi Bhi 1 Country Ko Target Karke Vaha Se Traffic Generate Karte Hai. Yani Ki Agar Me United State Se Traffic Generate Karna Chahta Hu, Ya Me United State Ko Target Karke Us Par Blog Ya Website Banana Chahta Hu, To CCTLD Ka Use Karunga, Ise Or Ache Se Samjhane Ke Liye Mene Aapko Kuch CCTLD Bataye Hai.
- .In (India)
- .Us (United States)
- .Au (United Kingdom)
Domain Name Kya Hai: SubDomain
SubDomain Actually Ye Aise Domain Hote Hai. Jo Hame Buy Nahi Karne Hote Hai, Ye Hame Free Me Hi Mil Jate Hai. Agar Aapke Pas TLD Hai. To Aap Usko SubDomain Me Convert Kar Sakte Hai, Blogspot.Com Iska Sabse Bada Example Hai. Blogspot.Com Aapko Google Ki Taraf Se Free Provide Kiya Hai, Uske Bad Aap Isme SubDomain Add Kar Sakte Hai.
Dosto Is Post Me Aapko Domain Name Kya Hai? Or Kaise Kam Karta Hai Puri Jankari 2019 Is Post Ko Padhane Ke Bad Aapko Samjh Aa Gaya Hoga Ki Domain Name Kya Hai.Or Kaise Kam Karta Hai. Agar Aapka Is Post Se Juda Koi Bhi Sawal Hoto Jarur Puche Me Aapki Puri Help Karunga, Sath Aisi Hi Helpful Or Online Earning Se Reletide Post Padhane Ke Liye Hamari Website Par E-Mail Submit Karke Share Jarur Kre, Jisse New Post Publish Hote Hi Aapko Notification Mil Sake,



No comments:
Post a Comment