Tuesday, 11 June 2019

Blog Me Share Button Kaise Lagaye-step by step

Blog Me Share Button Kaise Lagaye-Step By Step

Aaj Me Aapko Bataunga Blog Me Share Button Kaise Lagaye Dosto Agar Aapka Blog Hai. To Usme Apko Share Button Jarur Use Karna Chahiye, Isse Aapko Apne Blog Post Ko Share Karne Me Koi Problem Nahi Hoti, Iske Sath-Sath Agar Aapka Koi Visitor Ko Aapa Article Acha Laga Hoto Or Aapki Kisi Bhi Post Ko Share Karna Chahta Ho, To Easyly Share Kar Sakta Hai. 
Share+Button

Step 1


Blog Par Share Button Lagane Ke Liye Aapko Sabse Pahle Niche Di Hui Link Par Click Kre 

                                                              Click Here  


Blog+Share+Button




  • Link Par Click Karte Hi, Aapke Samne Kuch Aisa Page Open Ho Jayega.
  • Ab Aapko Try It Free Par Click Karna Hai.

Blog+Share+Button

Step 2


  1. Try It Free Par Click Karte Hi, Aapke Samne Kuch Aisa Page Aa Jayega.
  2. Ab Aapko Your Site Url Me Aapko Apne Blog Ka Url Dena Hai.
  3. Ab Aapko E-Mail Me Apna E-Mail Address Dena Hai.
  4. E-Mail Dalne Ke Bad Koi Bhi Stong Password Bana Kar Dena Hai.
  5. Ab Aapko Sign-Up Par Click Karna Hai.
  6. Yaha Aapko 1 Fayda Ye Bhi Hoga Ki Aap Apne Blog Ka Status Bhi Check Kar Sakte Hai. Jaise Page View, Click, Etc Etc,



Blog+Share+Button

Step 3 

  1. Ab Aapke Samne Kuch Aisa Page Open Ho Jayega 
  2. Ab Aapke Samne Kuch Code Dikhenge, Screenshot Me Aap Dekh Sakte Hai. Aapko Ye Sare Code Ko Copy Karna Hai.
  3. Code Copy Karne Ke Bad Aapko Apne Blog Par Akar Theme Me Jana Hai.
  4. Theme Me Jane Ke Bad Aapko Edit Html Par Click Karna Hai.
Blog+Share+Button




  1. Ab Aapke Samne Kuch Aisa Page Aa Jayega.
  2. Ab Aapko Is Coding Me Kahi Par Bhi Koi Button Click Karna Hai.
  3. Click Karne Ke Bad Aapko Control+F Press Karna Hai.
  4. Control+F Press Karne Ke Baad Aapke Samne 1 Search Bar Open Hoga, Screenshot Me Aap Dekh Sakte Hai.
  5. Search Bar Me Aapko </body> Type Karna Hai. Or Enter  Press Karna Hai.
  6. Enter Button Par Click Karne Ke Baad Apki Theme Me Jaha Par Bhi Body Word Highlight Ho Jayega Yani Ki Yellow Color Me Show Lagega.
  7. Ab Aapne Jo Code Copy Kiye The </body> Ke Bilkul Upper Paste Kar Dena Hai. Confuse Na Ho Body Ke Upper Ki Line Par 1 Bar Enter Press Kare Or Code, Paste Kar.

Step 4

  1. Ab Aapko Vapas Us Page Par Jana Hai. Jaha Se Apne Code Copy Kiye The.


Blog+Share=Button



  1. Ab Aapko  Scroll  Down Karna Hai. Or Start Using Sumo Par Click Krna Hai 

Blog+Share+Button

Step 5


  1. Sart Using Par Click Karne Ke Bad Aapke Samne Kuch Aisa Page Aa Jayega.
  2. Ab Aapko Social Par Click Karna Hai. Screenshot Me Aap Dekh Sakte Hai.
  3. Social Par Click Karne Ke Bad Aapko Share Par Click karna Hai.
  4. Jaise Hi Aap Share Par Click Karenge, Aapke Samne Active Now Ka Option Ka Button Aa Jayega
  5. Ab Aapko Active Now Par Click Karna Hai.


Blog+Share+Button

Step 6


  1. Ab Aap Screen Shot Me Dekh Sakte Hai. Aapko Setting Ke Button Par Click Karna Hai.
  2. Jaise Hi Aap Setting Button Par Click Karenge Aapke Samne 1 Collom Aa Jayega 
  3. Ab Aap Jo Social Service Add Karna Chahte Hai Jaise Aapko Share Service Chahiye Aap Usko Select Kar Lijiye 

Step 7


Ab Aapko Service Kaise Add Karna Hai. Me Aapko Bata Deta Hu. 

Aapko Simple Jo Bhi Service Chahiye Us Par Aapko Duble Click Karna Hai.
Double Click Karne Ke Bad Aapko Bina Apni Ungali Uthaye Us Service Ko Pakad Kar Selected Me Le Ja Kar Chhod Dena Hai. Yaha  Aapko ABahot Sari Service Dekhane Ko Mil Jayegi.

Aap Ek Ek Karke Jo Bhi Social Service Chahiye. Us Service Ko Selected Service Me Add Karte Jaye, Lekin Me Aapko Recommend, Karunga Ki Aap 4 Se 5 Service Hi Add Kare, Agar Aap Jyada Service Add Krenge, To Vo Dekhane Me Acha Nahi Lagega. 

Aap Aisi Social Service Hi Add Kare, Jo Sabse Jyada Use Ki Jane Wali Hai. Jaise Whatsapp, Facebook, Linkedin, Pinterest, Etc, Etc Sabhi Social Service Add Karne Ke Bad Aapko Niche Scroll Down Karna Hai. Or Sabse Last Wala Option Ko On Kar Dena Hai. 

Ab Aapko Apne Blog Par Jana Hai. Blog Par Jane Ke Bad Apko View Blog Par Click Karna Hai. View Blog Par Click Karne Ke Bad Aap Dekh Sakte Hai. Ki Aapke Blog Par Share Button Show Hone Lage Hai.




Is Post Me Aapko Blog Par Share Button Kaise Lagaye Ke Bare Me Bataya Gaya Hai. Sumo Bahot Hi Achi Website Hai. Or Aapko Free Me Social Service Provide Karti Hai. Agar Aapko Kisi Bhi Tarah Ki Koi Problem Ho Rahi Ho To Comment Jarur Kre Me Aapki Puri Help Karunga, 

Dosto Agar Aapko Ye Post Pasand Aayi Hoto Share Jarur Kre, Or Online Kamai, Blog , Seo, Se Judi Post Padhane Ke Liye Hamari Website Par Apna E-Mail Submit Karke Subscribe Or Follow Jarur Kre, Jisse Aapko New Post Publish Hote Hi, Aapko Notifaction Mil Sake,

























Blog Par Share Button Ka Use Karne Se Aapke Blog Par Traffice Bhi Acha Hone, Lagega Isliye Aapko Apne Blog Par Share Button Jarur Use Karna Chahiye, Aaj Ki Is Post Me Aapko Blog Par Share Button Kaise Lagaye Step By Step Samjhaunga, 

No comments:

Post a Comment