What Is Cloud Computing In Hindi
Cloud Computing Ke Bare Me Ham Daily News Paper Or Internet Par Padhate Rahte Hai. Aaj Ki Post Me Aapko Detail's Me Bataunga Ki Cloud Computing Kya Hai. Or Cloud Computing Ke Kya Kya Use Hai. Or Cloud Computing Me Hame Kya Kya Feature Dekhane Ko Milte Hai. Or Kyu Cloud Computing Hi Hoti Hai. Har Kisi Ki Pahli Pasand Aaj Ki Post Me Ham Sab Yahi Janenge,
Cloud Computing Kya Hai!
Cloud Computing 1 Bahot Hu UseFul Facility Hai. Isme Aap Apni Life Jaise Aapke Document's, Photo's, Music, Video, Etc Ko Apne Computer Ke Sath-Sath Internet Par Yani Ki Cloud Computing Par Bhi Save Karke Rakh Sakte Hai. Bina Kisi Bhi Tension Ke Cloud Computing Aapko 2 Tarah Ki Service Deta Hai.
1. Personal Save
Cloud Computing Me Aapko Personal Save Ki Gayi File Ko Aapke Alawa Koi Na To Dekh Sakta Hai. Or Na Hi Kisi Tarah Ki Editing Kar Sakta hai. Or Na Hi Koi Bhi Apki Save Ki Gayi File's Me Kisi Tarah Ka Koi Changes Kar Sakta Hai.
2. Share Type Save
Cloud Computing Me Share Type Me Save Ki Gayi File's Ko Aap Apni Family Or Friend's Ya Apne Kisi Bhi Group Me Convert Kar Sakte Hai. Suppose Aap Kisi Bhi Project Par Kam Kar Rahe Hai. To Aap Us Project Ko Easily Share Kar Sakte Hai. Or Apne Hisab Se Us Project Ko Dekh Bhi Sakte Hai. Or Convert Bhi Kar Skate Hai.
Share Type Save Ki Sabse Achi Facility Ye Hai. Ki File's Online Ya Offline Save Karke Secure Kar Rakh Sakte Hai. Or Agar Aapka Computer Ya Laptop Kharab Ho Gaya Hai. To Aap Kisi Bhi Jagah Jaise Cyber Cafe, Ya Apne Smart Phone Se Bhi Apni File's Ko Dekh Sakte Hai. Or Apne Project Par Kam kar Sakte Hai.
3. Benifits Of Cloud Computing
- Cloud Computing Me Apki Sabhi Files Ka Online Or Offline Backup Rahata Hai.
- Cloud Computing Me Aap Kisi Bhi File Ko Kisi Bhi Jagah Par Open Kar Sakte Hai.Or Apne Project Par Kam Kar Sakte Hai. Apne Smart Phone Me Bhi,
- Cloud Computing Me Aap Apni File's Ko 1 Sath Kahi Jagah Par Share Kar Sakte hai.
- Agar Aapka Computer Kharab Ho Gaya Hai. To Aap Clode Computing Ki Help Se Dusre Computer Me Easily Backup Le Sakte Hai.
- Cloud Computing Me Bahot Sari File's Ko 1 Sath Mobile Computer Laptop Me Access Kar Sakte Hai.
- Cloud Computing Me Cloud Storage Aapko Ye service Free Provide Karta Hai.
- Cloud Computing Use Karne Me Bahot Hi Easy Hota hai. Kyuki Ye Dikhane Me Puri Tarike Se Computer Ki Tarah Hi Hota Hai.
- Cloud Computing Me Aapko Additional Hardwear Nahi Use Karna Padata.
- Cloud Computing Me File's Ko Online Bhi Edit Kar Sakte Hai.
- Cloud Computing Ke Sabse Bada Benifit Aapko Ye Milta Hai. Aap Kisi Bhi Size Ki File Ko Online Share Kar Sakte Hai. ISme Aapko Koi Size Limit Nahi Milegi, Aap Kitni Badi File's Ko Easily Share Kar Sakte Hai.
- Cloud Storage Me Aap 5GB Se Lekar 25GB Tak Ka Deta Save Kar Sakte Hai.
4.How To Use Cloud Computing
Agar Aap Bhi Cloud Storage Ki Service Lena Chahta Hai. To Aapko Simple Koi Bhi Website Jo cloud Storage Ki Service Deti Ho, Vaha Par Apna Account Create Karna Hoga, Uske Bad Aap Cloud Storage Ki Service Kar Payenge, Yaha Me Aapko Kuch Aise Platform Ke Bare Me Bata Raha Hu, Jaha Par Aap Easily Apna Account Create Karke Cloud Storage Ki Service Le Payenge,
Is Post Me Aapko Cloud Computing Kya Hai? What Cloud Computing In Hindi Ke Bare Me Bataya Gaya Hai. Cloud Computing Ki Service Bahot Achi Or Easy For Use Hai. Or Aapko Ye service Bilkul Free Provide Ki Jati Hai.
Agar Aapko Ye Post Pasand Aayi Hoto Is Post Ko Share Jarur Kre, Or Agar Aapka Koi Sawal Hai. To Comment Jarur Kre, Me Aapki Puri Help Karunga, Aisi Hi Technical Topic Se Judi Post Padhane Ke Liye Hamari Website Par Apna E-Mail Submit Karke, Subscribe Jarur Kre, Jisse Apko New Post Publish Hote Hi Notification Mil Jaye,


No comments:
Post a Comment